Friday, March 31, 2017
Download GB Whatsapp 4 81 With Lots Of Features For Android Phone
Download GB Whatsapp 4 81 With Lots Of Features For Android Phone
Aap log is post ko read kar rahe hai to aap whatsapp ka use jaroor karte honge but kya aapne GB Whatsapp ka use kiya hai. Ab aap soch rahe honge ki ye kya hai.
Ye bhi whatsapp hi hai but ye aapko aise bohot se features deta hai jo ki aapko whatsapp ke official version me nahi milenge. Aap isme full customization kar sakte hai aur ye user friendly hai. Ham aapko is post me iske features batayenge to isko download karne ki ikcha aapki khud hi hone lagegi.
? Whatsapp Group Ki Join Link Kaise Banaye
? Whatsapp Grouo Me Read More Link Kaise Add Kare
? Whatsapp Grouo Me Read More Link Kaise Add Kare
Download GB Whatsapp Latest Version
Jaisa ki mene aapko bataya ki is me aapko wo features milenge jo aapko official me nahi milenge. Wese to ye ek third party app hai but ye bhi aapki privacy ka dhyan rakhta hai. Isme bohot si themes hai jiski madad se aap main screen and chat screen ka look, color and options ko apne hisab se customize kar sakte hai.
? Jane Aapki Whatsapp Profile Kisne Visit Kiya Hai
? Whatsapp Me Chat Heads Kaise Enable Kare
? Whatsapp Me Chat Heads Kaise Enable Kare
GB Whatsapp 4.81 Ke Features
? Isme aap specific contacts ke liye call disable kar sakte hai.
? Specific contacts ke liye last seen hide kar sakte hai.
? Isme 600 contacts ka broadcast bana sakte hai, jabki official me sirf 250 contacts ka.
? group ki link banakar send karke group join kara sakte hai.
? Calling feature support karta hai.
? Last seen hide kar sakte hai.
? Second tick & blue tick hide kar sake hai.
? Kisi ka bhi online $ last seen status main screen me hi dikhta hai.
? Bohot si themes di hui hai jinhe apply kar ke whatsapp ko accha look de sakte hai.
? Themes ko apne according customize karne ka feature hai.
? Internet se iski themes download kar ke bhi isme apply kar sakte hai.
? Ticks & chat bubbles ka style change kar sakte hai.
? App icon aur home screen ka color change kar sakte hai.
? Isme 30 mb size tak ki videos send ki ja sakti hai, jabki official me sirf 16 mb size tak ki.
? Isme 90 images ek baar me send kar sakte hai jabki official me sirf 10 images.
? Isme status 250 characters ka add kar sakte hai jabki official me sirf 139 characters ka.
? Official app me bohot sare messages copy karne par har message ke upar sender ka name and date bhi copy ho jati hai but isme hide kar sakte hai.
? Friend ka status copy kar sakte hai.
? Specific chats me pin lock laga sakte hai.
? pin lock laga sakte hai.

Isme inke alawa aur bhi bohot se features hai but hamne yaha sirf important features ke baare me bataya hai.
GB Whatsapp Kaise Download Aur Install Kare
1. GB Whatsapp download karne ke liye neeche di hui download link me click kare.
3. Mobile number enter kare.
4. OTP enter kare jo ki aapke mobile number se aayega.
Download
2. Download hone ke baad install kare aur open kare.3. Mobile number enter kare.
4. OTP enter kare jo ki aapke mobile number se aayega.
Friends aapko ye post kaisi lagi hame comment me bataye. Aisi hi aur bhi post email par pane ke liye hamara blog subscribe kare aur ye post apne friends ke sath bhi share kare.
Go to link download