Wednesday, March 1, 2017

Khud Ka Mobile Number Kaise Check Kare For All India Operators 2017 Latest

Khud Ka Mobile Number Kaise Check Kare For All India Operators 2017 Latest


how to check own mobile number

Khud ka mobile number kaise check kare ? Ye question hamare mind me tab aata hai jab ham apna phone number bhool jate hai aur hamare phone ka balance 0 hota hai. Aise time me yadi hame apne number par recharge karana ho ya kisi other person ko apna mobile number batana ho to badi samashya ho jati hai.



Is post me batayi hui trick se aap bina koi charge pay kare aasani apna mobile number pata kar sakenge. Is post me ham aapko sabhi sim ke liye alag alag ussd codes batayenge. In USSD codes ko aapko apne phone se dial karna hai aur aapka number aapke saamne hoga.
Mai is post me Aircel, Idea, Bsnl, Airtel, Reliance, Vodafone, Videocon, Jio ke USSD codes bataunga. Is article me bataye hue sabhi codes worked hai aur sabhi mere dwara test kiye hue hai.

Khud Ka Mobile Number Kaise Pata Kare




Khud ka mobile number check karne ke liye simply apne phone ka dial pad open kijiye aur neeche diye codes me se jo code aapki sim ka hai use dial karna hai.

Airtel Ka Number Kaise Check kare

how to check own airtel number

Yadi aap apni airtel sim ka number bhool gaye hai aur check karna chahte hain to simply apne phone ka dial pad open kijiye aur neeche diye hue codes ko baari baari se try kijiye. Waise sabhi codes worked hai but ho sakta hai ki kuch code aapke state me work na kare.


> *121*9#
> *1#
> *140*175
> *140*1600#
> *400*2*1*10#
> *141*123#
> *282#

How To Check Your Aircel Number ?

how to check own aircel number

Aapke phone me 0 balance hai aur aap apna number bhool gaye hai to apna number check karne ke liye neeche diye USSD codes ka use baari baari se kare.

> *234*4#
> *131#
> *888#
> *1#
> *122*131#

How To Check My BSNL Number

how to check own bsnl number

Aapko apne BSNL number par recharge karana ho ya kisi person ko batana ho aur aap bhool gaye hai to simply apne phone ka dial pad open kijiye aur neeche diye gaye USSD codes dial kijiye, aapka number aapke saamne hoga.

> *1#
> *99#
> *222#
> *164#

Idea Number Check USSD Codes

how to check own idea number

Yadi aap apna idea ka number bhool gaye hai to aapko tension lene ki jaroorat nahi hai aap bina koi charge pay kiye apna number pata kar sakte hain. Iske liye aapko neeche diye hue USSD codes ki madad lena hoga.


> *131*1#
> *147#
> *1#
> *100#
> *789#

Check Your Own Reliance Number

how to check own reliance number

Kabhi kabhi ham khud ka number bhool jate hai, aise time me yadi hame kisi wajah se number ki jaroorat pad gai to badi pareshaani ho jati hai. Lekin in USSD code ki madad se aap aasani se kuch hi seconds me apna number jaan sakte hai.

*1#
*111#

Apno Docomo Sim Ka Number Kaise Check Kare

how to check own docomo numberk

Aapko apne docomo number par recharge karana ho ya kisi person ko batana ho aur aap bhool gaye hai to simply apne phone ka dial pad open kijiye aur neeche diye gaye USSD codes dial kijiye, aapka number aapke saamne hoga.


> *124#
> *1#
> *580#

Check Your Vodafone Number

how to check own vodafone number

Yadi aap apna idea ka number bhool gaye hai to aapko tension lene ki jaroorat nahi hai aap bina koi charge pay kiye apna number pata kar sakte hain. Iske liye aapko neeche diye hue USSD codes ki madad lena hoga.



> *555#
> *777*0#
> *111*2#
> *131*0#
> *555*0#

Khud Ki Telenor Sim Ka Number Kaise Pata Kare

how to check own telenor number

Aapke paas telenor ki sim hai aur aapko uska number yaad nahi hai aur aapke phone me balance bhi nahi hai ki call karke aap uska number pata kar le. Aise samay me yadi aapko aapke number ki jaroorat pad gayi to aap neeche diye hue USSD codes ka use kare.

> *1#
> *147#

How To Know My Videocon Number

how to check own videocon number

Yadi aap apni videocon sim ka number bhool gaye hai aur check karna chahte hain to simply apne phone ka dial pad open kijiye aur neeche diye hue codes ko baari baari se try kijiye. Waise sabhi codes worked hai but ho sakta hai ki kuch code aapke state me work na kare.

> *1#
> *111#

Khud Ka Number Check Karne Ke Liye Alternet Method ( For All Sim )


In sabhi codes ke alawa bhi aap ke paas khud ka number pata karne ke liye ek easy method hai but iske liye aapke phone me kuch balance hona jaroori hai.

1. Apne phone ka dialer open kijiye.
2. Aapke kisi extra phone me ya apne friend ke phone me call kare.
3. Jis phone me aapne call kiya hai uski screen se apna number note kar le.

Final Words :


Friends is post me diye gaye USSD codes ki madad se aap aasani se khud ka mobile number pata kar sakte hain. Yadi aapko khud ka phone number pata karne me problem ja rahi ho to comment me pooch sakte hain aur aapko koi other USSD code maalum ho to comment me hame batayen.

Friends aapko ye post kaisi lagi hame comment me bataye aur aapko is post se related koi problem ho to bhi comment me pooch sakte hai. Ye post apne friends ke sath share kare. Hamare blog ki new updates facebook me pane ke liye hamara facebook page like kare aur email me pane ke liye hamara blog subscribe kare.


Go to link download