Monday, March 13, 2017
Paytm Se Online Recharge Kaise Kare
Paytm Se Online Recharge Kaise Kare
customerparadise.in/paytm |
Friends aap logo ne paytm ka naam to suna hi hoga. Yadi aap nahi jante ki ise kaise use karte hai to ham aapko batayenge ki paytm ka use online recharge ke liye kaise kare.
Paytm bohot hi famous aur trusted site hai. Online recharges and bill payments ke liye sabse jyada isi ka use kiya jata hai.
Isme samay samay me tarah tarah ke offers, cashback and promotional codes milte rehte hai jisse aapke paison ki bachat ke sath sath aapka extra fayda hoga.
Abhi kuch samay pehle fair & handsome fairness cream aur godrej hair color cream me 20 rs. ka paytm promotional code mil raha tha. Isme aise hi bohot se offers milte rehte hai.
To chaliye jaante hai paytm se online recharge kaise karte hai.
Paytm Se Online Recharge Kaise Kare ?
1. www.paytm.com open kare ya fir paytm app open kare.
2. Menu open kare.
3. Sign up option choose kare.
4. Detail fill karke sign up button me click kare.
5. Login option choose kare.
6. Mobile number aur password fill karke login kare.
7. Mobile recharge option choose kare.
8. Mobile number fill karke operator choose kare aur amount fill kare jitne ka recharge karna hai ya plan choose kare.
9. Proceed to recharge button me click kare.
10. Aapke paas koi promo code ho to enter kare warna use blank chhod kar proceed to pay button me click kare.
11. Aapke paytm wallet me amount hai to wallet se pay kare nahi to debit card / net banking / credit card me se koi ek option choose karke payment kare.
12. Aapke payment karte hi sath aapke phone me recharge ho jayega.

Isi tarike se dth recharge, bill payment etc. bhi kar sakte hai.
Paytm Se Online Recharge Karne Ke Fayde
Online recharge karne ke bohot se fayde hai jinme se kuch fayde ham aapko bata rahe hai.
1. Paytm me cashback offers and promo codes milte rehte hai. kabhi kabhi ye cashback 100% tak ka milta hai isse aapko double fayda hota hai.
2. Ghar bethe recharge kar sakte hai. Shop jane ki jhanjhat khatam.
3. Kahi bhi kabhi bhi 24 hours recharge kar sakte hai. Ye shop kabhi band nahi hoti.
2. Ghar bethe recharge kar sakte hai. Shop jane ki jhanjhat khatam.
3. Kahi bhi kabhi bhi 24 hours recharge kar sakte hai. Ye shop kabhi band nahi hoti.
To friends aapko ye post kaisi lagi hame comment me bataye. Ye post apne friends ke sath share kare. Hamare blog ki new updates facebook me pane ke liye hamara facebook page like kare aur email me pane ke liye hamara blog subscribe kare.
Go to link download