Tuesday, March 14, 2017
Samsung Ka Sabse Solid Phone Galaxy Note 7 Hua Launch
Samsung Ka Sabse Solid Phone Galaxy Note 7 Hua Launch
Samsung galaxy note-7 ki bahut dino se internet par charchayen hai, aakhirkar samsung ne ise launch kar hi diya lekin ise selling ke liye abhi market me nahi utara gaya hai. bataya ja raha hai ki ye phone is month 19 august ko market me utaar diya jayega.
Ise abhi tak ka samsung ka sabse best phone bataya ja raha hai, kyoki isme bahut se extra features hai.
Iska sabse main feature hai isme iris scanner diya gaya hai aur sath hi finger print feature bhi hai.

Iris scanner ka use phone ko lock/open karne ke liye kiya jayega, iske liye aapko phone ke saamne apna face kuch der hold rakhna hoga, lock ke liye fingerprint ka bhi use ka bhi use kar sakte hai. chaliye iske aur bhi features jante hai.
? Oppo Ko Takkar Dega 21mp Camera Wala Zopo Speed 8 Smartphone.
Samsung Galaxy Note 7 Ke Features
Samsung galaxy note 7 ki display size 5.7 inch hai sath hi isme gorilla glass 5 ka protection diya gaya hai.
Camera ki baat ki jaye to iska camera bahut hi shandar hai, iska primary camera 12 megapixel hai aur isme face detection autofocus and LED flash diya gaya hai. isks secondary camera 5 megapixel ka hai.
Isme 64 Gb internal memory di gayi hai jise external memory ki madad se 200 gb tak badhaya ja sakta hai aur 4 Gb ram di gayi hai aur 3500 mah ki non removable battery hai.
Isme Android os 6.0.1 Marshmallow diya gaya hai jo ki aane wale android version 7.0 Nougat me upgradable hai.
Yah 64 bit octa core (2.3 Ghz quad core + 1.6 Ghz quadcore) processor par work karta hai.

Samsung galaxy note-7 market me 4 colors me upladh hoga Blue coral, Gold platinum, Silver titanium, Black onyx.
Friends aapko ye jankari kaisi lagi hame comment me bataye aur apne friends ke sath bhi share kare. esi hi aur bhi jankari fb par pane ke liye hamara Facebook Page like kare.
Disclaimer :
Samsung galaxy note-7 ke bare me yaha par di gayi jankari sahi hone ki 100% guarantee nahi hai, kyoki ye phone abhi launch hua hai lekin market me nahi aaya hai aur yaha par di gayi jankari news ke mutabik hai.
Go to link download