Monday, March 13, 2017

Instagram Me Followers Kaise Badhaye

Instagram Me Followers Kaise Badhaye


how to increase instagram followers

Hello friends, Is post me ham aapko batayenge ki instagram me followers kaise badhaye. Is post me batayi hui tricks ki madad se aap kuch hi minutes me bohot sare followers badha sakte hai.


Aajkal lagbhag sabhi internet users social media ka use karte hai. Instagram bhi bohot hi popular social media site hai, iska use adhiktar teenagers selfies upload karne ke liye karte hai. Instagram me jab tak aapke followers nahi hai tab tak instagram use karne me koi maja hi nahi hai. Follower badhane me kaafi time lag jata hai isliye ham aapke liye kuch tricks lekar aaye hai jinki madad se aap kam samay me jyada followers bana sakte hai.

Instagram Me Followers Kaise Badhaye



Mai aapko instagram me followers badhane ki tricks bataunga jinki madad se aap aasani se kam samay me jyada follower bana sakte hai.

1. Cyber Likes


1) www.cyberlikes.com me visit kare.

2) Page scroll kare aur instagram tools option me click kare.

3) Instagram ka username and password enter karke login kare.

4) Auto follow option me click kare.

5) Iske baad neeche aapka token number mil jayega uske side me diye hue auto follow button me click kare.

6) Iske baad aap dekgenge ki aapke instagram me 30-40 follower badh gaye hai.

7) Ise dobara use karne ke liye aapko 10 minute wait karna padega.

Cyber likes ki madad se aise har 10 minute me aap instagram me 30-40 followers badha sakte hai.


2. Popugram


1) Instagram open kare and login kare.

2) Search option me popugram search kare aur follow kare.

3) Popugram ke following option me click kare.

4) Iske baad sabhi ko follow kare.

5) Thodi der baad aap dekhenge ki aapke follower badhne lage hai. 

6) 20-30 minute tak wait kare iske baad jinhe aapne follow kiya tha unhe unfollow kar de.

7) Yahi process baar baar repeat kare.


3. Hublaagram


1) www.hublaagram.me open kare.

2) Instagram ka username and password daal kar login kare.

3) Captcha code daalkar continue me click kare.

4) Diye gaye option me se instafollow option me click kare.

5) Submit followers button me click kare.

6) Aap dekhenge ki aapke followers badhne lage hai.

Inhi steps ko baar baar follow karke aap aur bhi follow karke aap aur bhi likes badha sakte hai.


4. Real Followers


1) Real followers app neeche di hui link se download kare.

              Download

2) Real followers app open kare aur instagram ka username and password daalkar login kare.

3) Iske baad like and follow section me jakar sabhi ki pc like karte jaye aur sabhi ko follow karte jaye. 1 pic like karne ka 1 point milega aur 1 person ko follow karne ka 4 point milega.

4) 100-200 points ho jane ke baad promotion menu open kare aur get followers section me jaye.

5) Yaha par bohot se options diye hai jaise 80 coins me 10 followers, 250 coins me 35 followers etc. Aapko jitne followers chahiye wo option choose kare. Aap dekhenge ki aapke followers badhne lage hai. 20-30 minute ke andar jitne followers choose kiye the utne followers badh jayenge.

6) Iske baad instagram open karke profile menu open kare.

7) Profile menu open karne ke baad following option me jaye aur jin jin ko aapne real followers app se follow kiya tha unhe unfollow kare.

8) Yahi process baar repeat karke aap unlimited follower la sakte hai.

Friends aapko ye post kaisi lagi hame comment me bataye aur aapko is post se related koi problem ho to bhi comment me pooch sakte hai. Ye post apne friends ke sath share kare. Hamare blog ki new updates facebook me pane ke liye hamara facebook page like kare aur email me pane ke liye hamara blog subscribe kare.


Go to link download