Showing posts with label badhaye. Show all posts
Showing posts with label badhaye. Show all posts
Monday, April 10, 2017
Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye 5 Tips To Make Your Android Fast
Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye 5 Tips To Make Your Android Fast

Apne android phone ki speed kaise badhaye aur fast kaise kare ye lagbhag har android user ki samasya rehti hai.
Ham apne phone me calling, messeging, gaming, whatsapp, facebook messeging aur bahut se apps ka use karte hai aur jaise jaise hamari jaroorte badhti jati hai ham apne phone me nayi nayi cheeje add karte jate hai.
Jab hamara phone new rehta hai tab to fast work karta hai but samay ke sath iski speed dheere dheere slow hone lagti hai. To chaliye jante hai android phone ki speed kaise badhaye.

Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye
1. App Cache Clear Kare
Ham apne phone me bahut si applications rakhte hai jinki samay ke sath sath cache files banti jati hai jo ki ek samay me bahut jyada ho jati hai. aur ye files hamare koi kaam ki nahi rehti hai. to hame apps ki cache files clear karte rehna chahiye. cache file clear karne ke liye ->
Setting > Application Manager me jaye uske baad jis app ka cache clear karna hai usme click kare aur clear cache me click kare.
Samay samay par har app ka cache clear karte rahe. is se mobile ki speed bani rahegi.

2. Useless Apps Uninstall Kare
Hamare phone me kuch apps ese bhi installed rehte hai jiski jaroorat hame kabhi kabhi padti hai to ham unhe pade rehne dete hai. ese apps ka sd card me backup bana kar uninstall kar dena chahiye. aap inhe jaroorat padne par fir se install kar sakte hai. ye apps hamare phone ki memory aur ram khate hai.
isliye jo bhi apps aapki jaroorat ke na ho unhe uninstall kar de.
Also Read :
? Android Phone Factory Reset Karne Se Pehle Kare Ye 5 Steps.
? Khoye hue android phone ko trace kaise kare.
? Android phone ke liye top 5 internet browser.

3. Sync App Data Disable Kare
Hamare phone me bohot se apps rehte hai jinme se kuch app me sync seva automatic enable rehti hai jaise- whatsapp, messenger, google account etc. aap kuch jaroori apps ko bas sync karke rakhe baki ka disable kar de.
Sync disable karne ke liye setting me jaye uske baad accounts me. aap dekhenge ki apps ke samne sync ka icon bana hua hai use disable kare.
Sync disable karne ke liye setting me jaye uske baad accounts me. aap dekhenge ki apps ke samne sync ka icon bana hua hai use disable kare.
4. Application Disable Kare
Phone me installed apps background me work karte rehte hai. jis se mobile ki battery aur internet data ki khapat to hoti hi hai sath hi phone ki speed bhi slow hoti hai to apps ko disable karke rakhna chahiye.
Application disable karne ke liye setting > application manager me jaye uske baad jis jis apps ko disable karna ho usme click kare aur disable button me click kare.
Application disable karne ke liye setting > application manager me jaye uske baad jis jis apps ko disable karna ho usme click kare aur disable button me click kare.
5. App Data Clear Kare
Android me aap kisi bhi app ka use karte hai to us app ki phone memory me files bante jati hai aur ye kabhi kabhi itna jyada ho jata hai ki jitne size ka app nahi rehta us se jyada size ki inki files ban jati hai. to hame apps ka data clear karna chahiye. Sabhi apps ka data clear na kare jaise whatsapp. yadi aap whatsapp ka data clear karenge to aapke messeges wagerah sab clear ho jayenge. data ese apps ka clear kare jaise photo editors etc.
App data clear karne ke liye setting > application manager me jaye uske baad jis app ka data clear karna ho usme click kare aur clear data me click kare.
App data clear karne ke liye setting > application manager me jaye uske baad jis app ka data clear karna ho usme click kare aur clear data me click kare.
To friends ye thi kuch tricks and tips android phone ki speed badhane ki.
Ese hi aur bhi tips and tricks facebook par pane ke liye hamara fb page like kare aur email me pane ke liye hamari website subscribe kare.
Go to link download
Monday, March 13, 2017
Instagram Me Followers Kaise Badhaye
Instagram Me Followers Kaise Badhaye

Hello friends, Is post me ham aapko batayenge ki instagram me followers kaise badhaye. Is post me batayi hui tricks ki madad se aap kuch hi minutes me bohot sare followers badha sakte hai.
Aajkal lagbhag sabhi internet users social media ka use karte hai. Instagram bhi bohot hi popular social media site hai, iska use adhiktar teenagers selfies upload karne ke liye karte hai. Instagram me jab tak aapke followers nahi hai tab tak instagram use karne me koi maja hi nahi hai. Follower badhane me kaafi time lag jata hai isliye ham aapke liye kuch tricks lekar aaye hai jinki madad se aap kam samay me jyada followers bana sakte hai.
Instagram Me Followers Kaise Badhaye
Mai aapko instagram me followers badhane ki tricks bataunga jinki madad se aap aasani se kam samay me jyada follower bana sakte hai.
1. Cyber Likes
1) www.cyberlikes.com me visit kare.
2) Page scroll kare aur instagram tools option me click kare.
3) Instagram ka username and password enter karke login kare.
4) Auto follow option me click kare.
5) Iske baad neeche aapka token number mil jayega uske side me diye hue auto follow button me click kare.
6) Iske baad aap dekgenge ki aapke instagram me 30-40 follower badh gaye hai.
7) Ise dobara use karne ke liye aapko 10 minute wait karna padega.
Cyber likes ki madad se aise har 10 minute me aap instagram me 30-40 followers badha sakte hai.
2. Popugram
1) Instagram open kare and login kare.
2) Search option me popugram search kare aur follow kare.
3) Popugram ke following option me click kare.
4) Iske baad sabhi ko follow kare.
5) Thodi der baad aap dekhenge ki aapke follower badhne lage hai.
6) 20-30 minute tak wait kare iske baad jinhe aapne follow kiya tha unhe unfollow kar de.
7) Yahi process baar baar repeat kare.
3. Hublaagram
1) www.hublaagram.me open kare.
2) Instagram ka username and password daal kar login kare.
3) Captcha code daalkar continue me click kare.
4) Diye gaye option me se instafollow option me click kare.
5) Submit followers button me click kare.
6) Aap dekhenge ki aapke followers badhne lage hai.
Inhi steps ko baar baar follow karke aap aur bhi follow karke aap aur bhi likes badha sakte hai.
4. Real Followers
1) Real followers app neeche di hui link se download kare.
Download
2) Real followers app open kare aur instagram ka username and password daalkar login kare.
3) Iske baad like and follow section me jakar sabhi ki pc like karte jaye aur sabhi ko follow karte jaye. 1 pic like karne ka 1 point milega aur 1 person ko follow karne ka 4 point milega.
4) 100-200 points ho jane ke baad promotion menu open kare aur get followers section me jaye.
5) Yaha par bohot se options diye hai jaise 80 coins me 10 followers, 250 coins me 35 followers etc. Aapko jitne followers chahiye wo option choose kare. Aap dekhenge ki aapke followers badhne lage hai. 20-30 minute ke andar jitne followers choose kiye the utne followers badh jayenge.
6) Iske baad instagram open karke profile menu open kare.
7) Profile menu open karne ke baad following option me jaye aur jin jin ko aapne real followers app se follow kiya tha unhe unfollow kare.
8) Yahi process baar repeat karke aap unlimited follower la sakte hai.
Friends aapko ye post kaisi lagi hame comment me bataye aur aapko is post se related koi problem ho to bhi comment me pooch sakte hai. Ye post apne friends ke sath share kare. Hamare blog ki new updates facebook me pane ke liye hamara facebook page like kare aur email me pane ke liye hamara blog subscribe kare.
Go to link download
Subscribe to:
Posts (Atom)