Tuesday, April 25, 2017
Friendship Day Facts In Hindi
Friendship Day Facts In Hindi
Bigboss9 |
Friends sabse pehle to aap sabhi ko "Happy Friendship Day". aap ke bhi kai friends honge, friends ke bina duniya adhoori hai kyoki jo baat aap apne mammi, papa, bhai aur behen se share nahi sakte wo baat aap apne friend ke sath share kar sakte hai aur bhi kayi khoobi hoti hai friends me jiski jagah koi doosra rista nahi le sakta.
aap sabhi log friendship day manate hai, lekin kya aap logo ko is se jude kuch facts maalum hai.
Ham aapko is post me friendship day se jude kuch rochak tathya batayenge.
aap sabhi log friendship day manate hai, lekin kya aap logo ko is se jude kuch facts maalum hai.
Ham aapko is post me friendship day se jude kuch rochak tathya batayenge.
Friendship Day Facts In Hindi
1. Friendship day sabhi countries me alag-alag din ko manaya jata hai.
2. India ke saath lagbhag bahut si contries me ye august month ke 1st sunday ko manaya jata hai.
3. Lekin uruguay, argentina aur brazil me ye 20 july ko manaya jata hai.
4. 1919 me hall mark cards ke CEO j. hall ne apne friend ko ek card send kiya tha tabse iski shuruaat hui.
5. United nation ne 30 july ko international friendshipday ghosit kiya hai lekin lagbhag sabhi jagah ise august ke 1st sunday ko manaya jata hai.
6. Iski shuruaat sabse pehle south american countries me ki gayi thi.
7. Is din ek - dusre ko gift ke roop me sabse jyada friendship band diya jata hai uske baad cards aur flowers.
8. Shuruaat me friendship day gini chuni cities me bas manaya jata tha.
9. Social media ki wajah se ye kaafi popular ho gaya aur ab lagbhag sabhi jagho par manaya jata hai.
10. Is din computer me sabse jyada khela jaane wala game invisible friend hai.

To friends ye the friendship day se jude kuch facts jo ki aapko pata rehna chahiye.
Friends ye post apne friends ke sath bhi share kare aur hamara facebook page like kare.
Go to link download
Labels:
day,
facts,
friendship,
hindi,
in