Tuesday, March 14, 2017
Whatsapp Ke Reply Feature Ka Use Kaise Kare
Whatsapp Ke Reply Feature Ka Use Kaise Kare
Whatsapp me ek reply feature include hai. kya aapko iske baare me pata hai aur kya aap iska use karte hai. agar nahi to ham aapko is post me isi feature ki jankari detail se batayenge.
Read Also: whatsapp me fixedsys font kaise use kare.
whatsapp ne abhi haal hi me ek aur Reply feature add kiya hai. is post me ham isi bare me janenge.
isko ham 2 step me samjhenge. pehle janenge ki iska kya use hai iske baad janenge ki iska use kaise karte hai.

Whatsapp Ka Reply Feature Kya Hai
Yadi aap whatsapp use kar rahe hai to ye to pakka hai ki aap 4-5 ya is se jyada whatsapp group me add honge. group me bahut se messages aate rehte hai ese me yadi ham kisi member ke message ka reply karte hai to kabhi-kabhi group ke dusre member samajh baithte hai ki aapne unke message ka reply kiya hai. to whatsapp ke new reply feature ki madad se aap is samasya se bach sakte hai.
is feature se hoga ye ki aap kisi bhi message ko select karke uska reply kar sakte hai. aap kisi bhi message ka reply karenge to aapke message ke sath jis message ka reply kar rahe hai uske sender ka number aur us message ki 2 line bhi add ho jayengi aur koi bhi is message me click karke dekh sakta hai ki kis message ka reply kiya gaya hai.
to aapko samajh me aa gaya hoga ki iska kya use hai. ab dekhte hai ki iska use kaise kare.

Whatsapp open karne ke baad us group/conversation ko open kare jiske message ka reply karna hai. iske baad jis message ka reply karna hai usme long press karke use select kare aur oopar ki taraf left corner me reply jo reply ka icon hai usme click kare (screenshot dekhe).
iske baad apna message type kare aur send kar de. aapka send kiya hua message kuch is type se dikhega (screenshot dekhe).
Aap is message me jaise hi tap karenge to ye aapko us message me pahucha dega jiska aapne reply kiya hai.
Jaroori nahi ki iska use sirf whatsapp group me bas kar sakte hai. iska use aap personal chating me bhi kar sakte hai.
Last Words
Friends i hope ki aapko acche se samajh aa gaya hoga ki whatsapp ke reply feature kya hai aur iska use kaise karte hai. whatsapp ki is hindi trick se aapki thodi bahut help to hogi hi.
Aapko ye whatsapp trick acchi lagi ho to apne friends ke sath bhi share kare. Hindi Helpz ki new updates apne facebook wall par pane ke liye hamara Fb Page like kare ya email me pane ke liye hamari website subscribe kare. Thanxxxx.....
Go to link download