Saturday, April 22, 2017
Idea internet data plan share kaise kare ussd code
Idea internet data plan share kaise kare ussd code
Hello friends, Is post me ham batayenge idea ka internet data plan apne friends ya kisi ke bhi sath share kaise karte hai, ussd code ki madad se.
Idea ne abhi kuch dino pehle apni new service shuru ki hai jiski madad se aap ek idea ki sim se dusri idea ki sim me easily internet data share kar sakte hai. yah idea ki bohot hi intersting trick hai jo future me sabhi operators ko shuru karna chahiye. Yadi aap apne friends and family members ke sath idea internet data plan share karna chahte hai to in steps ko follow kare.
Idea internet pack share kaise kare apne friends and family members ke sath
1. Apne phone ka dialerpad open kare aur *121*121# type kare aur dial button press kare. ( screenshot dekhe )
2. dial karne ke baad ek popup box show hoga. jisme kuch options diye hai aur neeche messege box diya hua hai. ( screenshot dekhe )
3. 1st option Share internet ka hai to messege box me 1 type kare aur send ki button press kare.
4. Ab jo popup show hoga usme 3-4 plan diye hue hai. aap jis number ka plane share karna chahte hai wo messege box me type kare aur send ki button press kare.
5. iske baad jo popup show hoga usme aapko wo phone number enter kare jiske sath aapko idea data plan share karna hai aur send ki button press kare.
6. iske baad aapko popup messege show hoga jisme likha hoga aapki request process me hai.
Thodi der baad aapka data plan successfully share ho jayega.
? 1 Android phone me 2-2 whatsapp, messenger, fb etc. kaise chalate hai.
? Facebook messenger me basketball kaise khelte hai.
Also Read :
? Facebook messenger ki top 10 hidden tricks hindi me? 1 Android phone me 2-2 whatsapp, messenger, fb etc. kaise chalate hai.
? Facebook messenger me basketball kaise khelte hai.
USSD code work na karne par ye steps follow kare.
1. Idea login page me login kare.
Click here
Click here
2. Yadi account pehle se na ho to Register now ki button me click kar apna number register kare aur login kare.
3. Login karne ke baad fir se wahi steps follow kare.
Idea internet data share karne ke charges
1. Yadi aap 250 mb internet pack 15 days ki validity share karte hai to aapko 3 rs. charge lagega.
2. Yadi aap 150 mb internet pack 7 days ki validity share karte hai to aapko 2 rs. charge lagega.
3. Yadi aap 100 mb internet pack 3 days ki validity share karte hai to aapko 1 rs. charge lagega.
Friends aapko ye tricks kaisi lagi hame comment me bataye.
Ye trick apne friends ke sath bhi share kare aur hamara fb page bhi like karna na bhoole .
Ye trick apne friends ke sath bhi share kare aur hamara fb page bhi like karna na bhoole .
Go to link download