Friday, April 7, 2017
Truecaller se apna number remove unlist kaise kare
Truecaller se apna number remove unlist kaise kare
Aaj ham aapko batayenge Truecaller search se apna number remove ( unlist ) kaise karte hai.
Mobile phone hamari life ka ek ehem hissa ban gatya hai. mobile phone ke use se ham internet surfing, game, whatsapp, facebook etc. aasani se use kar lete hai. lekin kuch log internet ka misuse karte hai. ese logo ko track karne ke liye internet me bohot se sites and softwares uplabdh hai. mobile number ki detail find karne ke liye sabse accha way truecaller hai jiski madad se aap kisi bhi person ke mobile number se uska name, profile aur address jaan sakte hai. lekin kuch person truecaller ka bhi misuse karte hai. isi wajah se truecaller ne ek option diya hai jiski madad se aap apna number truecaller ki list se hata sakte hai. but is option ke baare me jyada kisi ko jankari nahi hai. to ham aapko isi bare me batane wale hai ki truecaller ki list se apna number kaise hataye. chaliye step by step jaante hai.

Truecaller se apna number remove ( unlist ) kaise karte hai
Iske liye hame two steps karna hoga.
First step
1. Truecaller app open kare.
2. Menubar me click kare.
3. Setting open kare.
Also read:
? Android phone ka pattern lock kaise unlock kare.
? 1 Phone me 2 whatsapp kaise chalaye.
? Youtube se video download kaise kare.
4. About option me click kare.
5. Deactivate account me click kare.
6. Deactivate account me click karne ke baad yes or no ka option aayega usme yes me click kare.
Second step
1. is link ko open kare.
Click ere
Click ere
2. Ab jo page khulega usme sabse pehle apna phone number fill kare.
3. Reason me koi bhi option me mark kare.
4. Other box ko khali chhod de.
5. Im not robot me click kare. click karne ke baad captcha verification karna hoga.
6. Captcha verification compelete karne ke baad unlist me click kare.
Itna karne ke baad ke baad aapka number truecaller ki list se hat jayega.
Friends aapko ye trick kesi lagi hame comment me bataye, aapki is trick se thodi bohot bhi madad hui ho to esi hi aur tricks read karne ke liye hamara Fb page like kare.
RGo to link download