Sunday, April 2, 2017

Whatsapp Ke New Font Fixedsys Ka Use Kaise Kare

Whatsapp Ke New Font Fixedsys Ka Use Kaise Kare


Whatsapp ke new font fixedsys ka use kaise kare

Is post me ham janenge ki whatsapp ke new font fixedsys ka use kaise kare. Whatsapp dino din naye naye features add karte ja raha hai apne users ke liye. whatsapp ke voice calling feature launch kiye jyada samay nahi hua aur abhi kuch hi dino pehle whatsapp ne Bold, italic aur strikethrough font ka feature add kiya tha.


aur abhi haal hi me whatsapp me fixedsys font ka feature add kiya hai. ye whatsapp ka hidden feature hai jiske bare me whatsapp ne koi jikra nahi kiya hai. fixedsys font ke text normal text se thodi chhote dikhte hai. to chaliye jante hai whatsapp ke new feature fixedsys ka use kaise kare.

Whatsapp Ke Hidden Feature Fixedsys Font Ka Use kaise Kare


Is font ka use karne ke liye aapko message ke aage 3 baar (`) sign ka use karna hai aur 3 baar message ke peeche. Example dekhiye screenshot ke sath.


Normal font - Hindi Helpz
Fixedsys font - ```Hindi Helpz```
whatsapp new font fixedsys

is tarike se aap whatsapp me fixedsys font ka use kar sakte hai.


Friends aapko ye whatsapp trick kaisi lagi hame comment me bataye aur ye whatsapp trick apne friends ke sath bhi share kare. Aapko is post se related koi problem ho to hame comment me bataye. esi hi new new tricks fb par pane ke liye hamara fb page like kare aur email me pane ke liye hamari website subscribe kare.

Also Read :
           ? 1 Android phone me 2-2 whatsapp kaise chalate hai.
           ? 10 whatsapp tricks hindi me, jo shayad aap nahi jante.
           ? Whatsapp me friend ki profile picture kaise change kare, whatsapp trick (prank).

Go to link download