Monday, March 27, 2017

Play Store Ke Paid Apps Free Me Kaise Download Kare

Play Store Ke Paid Apps Free Me Kaise Download Kare


Play store ke paid apps free me kaise download kare

Friends aap log to jante hi honge ki mobile phones ke maamle me android phones ka sabse bada market hai aur internet par bhi abdroid apps bohot jyada quantity me moujood hai. Android apps ka sabse bada market google play store hai. Hame koi bhi apps ki jaroorat padti hai to sabse pehle playstore me hi search karte hai. Lekin kabhi kabhi kai apps paid hote hai jinke liye hame money pay karna hota hai.



Kai logo ke paas debit / credit card nahi hota to kuch log money problem ki wajah se paid applications buy nahi kar paate. Isi problem ko dekhte hue ham aapke liye ye trick lekar aaye hai jiski madad se aap playstore ke koi bhi paid apps ko free me download kar sakte hai.

Play Store Ke Paid Apps Free Me Download Kaise Kare




Iske liye aapko ek application ki jaroorat padegi jiska naam hai blackmart. Ye bhi playstore ki tarah app store hi hai. Jo bhi app developers playstore me apps upload karte hai wo isme bhi karte hai. Ye bhi kaafi famous hai. Iski khaasiyat ye hai ki isme sabhi apps aapko free me milenge jabki play store me kuch apps paid hote hai.

      Download Blackmart

Ooper di hui link se blackmart download kijiye aur jo bhi app ya game download karna ho use search karke aasani se download kar sakte hai bina koi payment kiye.



Friends aapko ye post kaisi lagi hame comment me bataye. Ye post apne friends ke sath share kare. Hamare blog ki new updates facebook me pane ke liye hamara facebook page like kare aur email me pane ke liye hamara blog subscribe kare.


Go to link download