Sunday, March 19, 2017
Android phone se photo background auto remove kaise kare
Android phone se photo background auto remove kaise kare

Android phone me image ka background remove kaise kare? ye question mujhse bahut se readers ne kiya. yadi aapko photo editing ka shounk hai to jayaj si baat hai ki aapne apne phone me bahut se photo editing application rakhe honge aur unme se image background remove bhi ho jata hai but jaisa aap chahte hai waisa nahi ho pata matlab ki wo quality nahi aati jaisa ham chahte hai.
Aap facebook wagerah me bhi esi photos dekhte honge to aapko lagta hoga ki esa sirf pc se hi ho sakta hai. lekin is post me ham aapko esa app batayenge jis se aap ek click me photo ka background auto remove kar payenge wo bhi acchi quality me.
To chaliye jante hai.

Image ka background auto remove kaise kare.
Ham aapko step by step batayenge screenshot ke sath jis se aapko acche se samajh me aa jaye.
1. Sabse pehle Background Eraser app download kare.
background eraser play store me uplabdh hai, aap chahe to yaha se direct download kar sakte hai.
Also Read:
? Google ki top 20 magic tricks in hindi.
? Android phone me images, videos, songs and apps hide kaise karte hai.
? Top 5 apps android smartphone ki screen record karne ke liye.
? Webpage ko pdf file me convert karne ke top 5 online tool.
Download

2. Download karne ke baad Background eraser app open kare.
3. Load a photo option choose kare.

4. Jis photo ka background remove karna hai use choose kare.
5. Ab image ke jitne hisse ka background remove karna hai utna crop kare aur Done me click kare.

6. Auto option choose kare.

7. Jis-jis hisse ko remove karna hai cursor waha-waha le jaye.

8. Yadi koi hissa auto option se remove nahi ho raha hai to manual option choose kare aur jis-jis hisse ko remove karna hai cursor ko waha le jaye.
9. Koi extra hissa remove ho gaya ho to repair option choose kare aur ji hisse ko repair karna hai cursor waha le jaye.
10. Background poori tarah se remove hone ke baad Done me click kare.

11. Isme 5 levels diye hue hai aap sabhi level ko ek-ek baar choose kar ke dekh le aur jisme image sahi lag rahi ho use choose karke Save me click kare.

Ye app kam size ka hai aur isme se photo ka background remove karne se image quality kam nahi hoti.
Friends ye trick apne friends ke sath bhi share kare, is post se related koi qu. ho to aap comment me pooch sakte hai. aur esi hi aur bhi trick Fb me pane ke liye hamara Facebook Page like kare
Go to link download