Friday, April 28, 2017

Android phone ke liye top 5 internet browser

Android phone ke liye top 5 internet browser


Android phone ke liye top 5 browser

Hindi helpz android phone ke liye top 5 best internet browsers ki list taiyar kiya hai, jinki madad se aap apne phone me fast internet browsing and downloading kar payenge.

internet slow chalne ki wajah sirf server low hona nahi hota balki browser se bhi internet ki speed me effect padta hai. inme se kuch ese browsers bhi hai jinko shayad na hi aapne kabhi khud use kiye hoge na hi kisi person ko use karte dekhe hoge, kyoki inki publicity jyada nahi hui hai.

Android Phone Ke Liye Top 5 Internet Browser



1. Puffin Browser


Puffin browser mera favourite browser hai, me apne phone me hamesha isi browser ko use karta hu ?. mere hisab se ye android ka sabse fast browser hai.

Features :
• Fast page loading hai
• Flash supported hai.
• Limited Add-ons hai.
• Virtual trackpad aur gamepad include hai.
• Desktop and mobile view dono uplabdh hai.
• bahut sari themes hai.
• Icognito mode available hai.
• bahut sare tabs open kar sakte hai.

2. Dolphin Browser


Dolphin browser bhi puffin ke jaisa hi hai, bas in dono thoda sa fark hai ki dolphin ki speed thodi kam hai. dolphin 2g network  me bhi accha work karta hai.

Features :

• Flash supported hai.
• Fast downloading and surfing.
• Bahut sare add-ons hai.
• Bahut se guestures hai.
• Bahut sari themes and wallpapers hai.
• Bahut sare tabs open kar sakte hai.
• Ad blocker bhi hai isme.
• Desktop and mobile view dono uplabdh hai.
• Icognito mode bhi hai.

Also Read :
          ? Top 5 apps android smartphone ki screen record karne ke liye.
          ? Google ki top 20 magic tricks in hindi.
          ? Webpage ko pdf file me convert karne ke top 5 online tool.
          ? Android phone se photo background auto remove kaise kare.

3. Firefox Browser


Firebox bhi android users ke liye accha browser hai.

Features :
• Secure browsing kar sakte hai.
• Limited add-ons uplabdh hai.
• HTML 5 supported hai.
• Bahut sare tabs open kar sakte hai.
• Data syncronization feature bhi uplabdh hai.
• Bahut se shortcuts uplabdh hai (amazon, wikipedia, twitter etc.)


4. UC Browser


Uc browser ke bare me to aap acchi tarah se jante honge, adhiktar android users uc browser ka hi use karte hai.

Features :
• Fast page loading
• Fast downloading
• Bahut sare add-ons hai.
• Ad blocker hai.
• Music player include hai.
• bahut sari themes hai.
• Multiple tabs open kar sakte hai.

5. Opera Mini


Opera mini bhi accha browser hai, ise bhi bahut se android users use karte hai.

Features :
• Simple and attractive layout.
• Isme low data use hota hai.
• Ad blocker hai.
• Data syncronization feature bhi hai.
• Ek baar me bahut sare tabs open kar sakte hai.

Ye sabhi browsers aapko google play store me aasani se mil jayenge.


Friends ye post apne friends ke saath bhi share kare aur hamari new posts fb me pane ke liye hamara FB PAGE like kare.
       

Go to link download